USB Type C In Hindi

Hello Dosto Aaj Ke Is Article Me USB Type C Ke Bare Me Janege. Hamne Pichale kuch Samy Me Dekha Hai ki Kai Bade SmartPhone Brand Me Ek Bada Chang Huaa Hai Jo Ki Micro USB Se USB Type C Port  ka Use Karna Start Kar Diya Hai. Ab Yaha Saval Uthata Hai Ki Aakhir Yah Hai. Kya Type C Port Hai.

USB Type C

Agar USB Type C ki Bat Ki Jaye To Type C Aamtor Par Dekhne Me Micro USB Se Thodhi Badi Lagti Hai. Yah Es Liye Hota Hai. Rivasibal Hota Hai. Or Eise Dono Tarf Se Use Kiya Ja Sakta Hai. Iske Madhym Se Aap Phone Me Data Transfer Kafi Teji Se Kiya Ja Sakta Hai. Eske Madhym Se Aapko Lagbhag 100W Ka Power Milta Hai. Jiske Madhym Se Aap Ek Laptop Ko Bhi Charg Kar Sakte Hai Or Bhi Any Kay Device Aap Charge Kar Sakte Hai.

USB Type C Real Me USB Taknik Par Aadharit Hai, Eske Karv Hi Yah Kafi Aalg Hai. Jese Ki Ham Sa Bhi Jante Hai Ki USB Type C Reversible Hota Hai, Yani En Dono Or Se Eastemal Kiya Ja Sakta Hai. Halanki Enme Kuch Any Badlav Bhi Hote Hai. Lekin Einame Kuch Aany Badlav Bhi Hote Hai, Jinhe Aap Yaha Dekh Sakte Hai.

Fast Charging

USB Type-C Ke Duvara Aap Apne Phone Ya Tablet Ko Jaldi Charge Kar Sakte Hai Purana Kebl Jaha 5 Volt Tak Power Supply  Karne ke Layk Hai. Vahi Naya USB Type-C 20 Volt Tak Ka Power Supply Karne Ke Like Hai USB Type C Ka Ek Or Fayda Yah Hai Ki Esse Aap N Sirf Esse Apne Phone Ko Charg Kar Sakte Hai. Balki Apka Phone Dusre Phone Ko Charge Kar Sakta Hai.

Dosto Aaj Ki Yah Blog Post Kaise Lagi Comment Karke Jarur Batana. or aapka koi sujav hai to vah bhi comment karkek jarur batana. MukiTalk.Com par aapko technology or banking se judi janakari parapt kar sakte ho.

Advertisement

2 thoughts on “USB Type C In Hindi”

Leave a Comment