Hello Dosto Aaj ke Is Article Me Hum Janege Ki Snapchat Kya Hai Or Snapchat Par Account Kaise Bnaya Jata Hai Step By Step.
Snapchat App Android Or Ios Dono Device Ke Liye Kam Me Le Sakte Hai . Es Par Aap 10 Second Tak Ki Short Video Ko Apne Friends Ke Sath Share Kar Sakte Hai. Is App Ko 2011 Me Launch Kiya Gaya Tha . Is App Ko Play Store Par 500 Million Downloads Mile Huye Hai. Or 4.0 Star Rating Mili Hai.
Snapchat Ek Social Networking Site Hai. Jisme Aap Apne Photo, Videos Share Kar Sakte Hai. Yah Ek Messaging App Bhi Hai. Yah Dusri Social Networking Site Se Kuch Aalgh Hai. Snapchat Kafi Famous Android Apps Ban Chuka Hai. Iska Andaja Ise Bat Se Lgaya Ja Skta Hai Ki Bollywood Celebrity Tak Iska Use Karte Hai . Aapni Video Ko Public Share Bhi Karte Hai. Snapchat Me Aap Jo Bhi Photo Or Video Share Karte Hai To Woh Ek Time Tak Hi Save Rahte Ha Or Thode Time Bad Vah Delete Ho Jati Hai .
Snapchat Par Account Kaise Banaye:
Snapchat Par Account Banane Ke Liye Aap Ko Pahle Snapchat App Download Karna Hoga.
Step 1:-
Sabse Pahle App Ko Open Karne Ke Bad Sign Up Par Click Kar.
Step 2:-
Sign up Par Click Karne Ke Bad What’s Your Name, First Name , Last Name Ke Bad Sign Up & Accept Par Click Kar.
Step 3:-
Aap Apni DOB(Date Of Birth ) Dal De Or Continue Par Click Kare.
Step 4:-
Aap Apna Username Create Kare Or Continue Par Click Kare.
Step 5:-
Aap Apne Password Set Kar Le Or Continue Par Click Kare.
Step 6:-
Mobile Number Likhe Or Continue Par Click Kare .
Step 7:-
Aapke Mobile Number Par OTP (One Time Password) Aayega Use Yaha Par Enter Kar De.
Step 8:-
Aap Apne Friends Of Find Kar Sakte Ho. Ager Skip Par Click Karoge To Home Page Par Jovoge Or Continue Par Click Karoge To Next Screen Par Jovoge.
Step 9:-
Aapke Mobile Me Jo Contacts Save Hai Wo Dikhege. Unme Se Friends Ko Add Karke Continue Par Click Kare. Ab Aap Ka Snapchat Account Bankr Tayar Ho Chuka Hai .
To Dosto Me Umid Karta Hu Ki Aapko Yah Article Acha Laga Hoga Acha Laga Ha To Aap Apne Friends ke Sath Share Kare .
Related Articles:-
Dosto Aaj ki Yah Post kaise Lagi Comment Karke Jarur Batana .