Hello Dosto Aaj Ki Is Post Me Hum Janege Ki Ogg File Ko Mp3 Me Convert Kaise Kare.
Jab Bhi Aap Apne Mobile Me Audio Recording Karte Hai To Uska Format MP3 Nhi Hota Hai. Aapke Mobile Me Ogg Format Ki Audio File Hai. To Uske Liye Me Aapko Ek App Ke Bare Me Batavuga. Us App Ke Duvara Aap Ogg Audio File Ko MP3 File Me Convert Kar Payege .
Sabse Pahle Ek App Ko Download Karna Hoga Download Karne Ke liye Click Kre . Is App Ko Play Store Par 50 Thousand Download Hai. Or 3.9 Ki Rating Hai. Is Rating Me 587 Review Kiya Hai.
OGG To Mp3 Ko Use Karna Jane:-
- Sabse Pahle App Ko Download Kar.
- Download Karne Ke Bad App Ko Open Kare .
- Tab Pahla Page Open Hoga. To Hame Select OGG File Ka Options Milega.
- Mene Select OGG File par Click Karke File Ko Select Kar Liya.
- Do Number Wale options Par Click Kare. Tab Aapko Is Tarha Dikhega.
- Yah Aapko Puch Raha Hai Ki Kis Name Ke Folder Me Save Karna Hai Or konse Folder Me Save Kare.
- File Name Enter Karne Ke Bad Uske Upr Right Buten Par Click Kare.
- Next Screen Me Aapki File MP3 Me Convert Hone Lag Jayegi Or % Dikhayegi .
- Aapki OGG File MP3 Me Convert Ho chuki Hai.
Dosto AAj ki yah Blog Post Kaisi Lagi ? Or aapka koi bhi prshan ya sujhav hai to aap hme commnet karke jarur batana. Or aap kisi Parkar ke topic par blog post padna chahte ho hame comment karke jarur batana dhanyvad aapka yaha tak padne ke liye.
circulation natural remediespeppermint herbal tea