Mobizen Screen Recorder App In Hindi

Hello Dosto Aaj ke Is Article Me Hum Janege Ki Apne Android Mobile Ki Screen Ko Record Kaise Kare.

Screen Record Karne Ke Liye Mene Pahle Bhi Ek Article Likha Hai. AZ Screen Recorder . Aaj Hum Janege Mobizen Screen Recorder Ke Bareme.  Yah Ek Behtri App. Yah Kafi Popular App Hai. Is Apps Ki Khas Bat Yah Hai. Ki Isme Game Bhi Record Kar Sakte Hai. Yah App Puri Tarh Se Free Hai. Is Mobizen App Ko Lag bhag 50 Million Downloads Hai. Or App Rating 4.3 Hai. MOBIZEN

Smartphone Screen Recorder Android Apps : Is App Me Aap Aapni Suvidha Ke Anusar Resolution Ko Select Kar Sakte Ho. Yah Android 4.2 Yani Kitkat Operating System Par Kam Karta Hai. Isse Aap Use Karne Ke liye Phone Ko Root Hona Jaruri Nhi Hai.

Mobizen App Ko Use kaise Kare:-

Ab Jab Mobizen App Ko Aap Open Karege To Aapke Mobile Ki Screen Me Ek chota Sa Gol Icon Dikhai Dega Usko Touch Ka Rege To Aap ko Kuch Options Mil Jaye Ge Jaise Ki Take Screen Shot, Start Recording Aur Bich Me Aapko Setting Ka Option Mil Jayega. Setting Option Me Jaa Kar Aap Kitni HD Me Screen Record Karni Hai Yani Ki Kounsi Quality Me Aapko Screen Record Karni Hai Ya Audio Quality Kaisi Rakhni Hai Aur Agar Aap Ka Front Camera Open Karna Chahte Hai Yani Ki Video Me Aapka Chehra Bhi Dikhe Aisa Aap Chahte Hai To Aap Is App Me Kar Sakte Hai.

Dosto Aaj Ki Yah Blog Post Kaise Lagi ? Or aapka koi sujhav hai to aap hame comment karke Jarur Batana .

Advertisement

Leave a Comment