Hello Dosto Aaj Ki Es Post Me Hum Janege Ki Mobile Me Photo Se PDF Kaise Creator Kare.
Documents Ko Scan Karke PDF File Me Convert Kar Sakta Hai. PDF Me Badlne Ke Liye Ek App Ko Install Karna Hoga. Is App Ke Duvara Aap Aapne Android Mobile Ko Scanner Ki Tarh Use Kar Sakte Ho. Iske Liye Pahle Ek App Ko Download Karna Hoga.
CamScanner – Phone PDF Creator Download Kar Le. Is App Ko 100 Million Downloads Mile Hai. Or 4.6 Ki Rating Mili Hui Hai. 67 MB Ki Size Hai. Download Karne Ke Bad Is App Ko Open Kare.
CamScanner Phone Kaise Use Kare:-
- App Ko Open Aarne Ke Bad.
- Aab Camera Ka Icon Milega.
- Is Par Click Kare. Iske Bad Camera Open Ho Jayega.
- Isme Jis Documents Ko PDF File Me Convert Karna Chahte Hai.
- Use Capture Kijiye.
- Capture Karne Ke Bad Adjustment Kare.
- Or Right Icon Par Click Kare.
- Iaske Bad Documents Me Apne Anusar Brightness Or Effect Select Kre.
- Select Karne Ke Bad Right Icon Par Click Kare.
- Aab Aapka Document Teyar Ho Chuka Hai.
- Ise App Share Bhi Kar Sakte Hai. Share Karne Ke Liye Upr Icon Par Click Kare.
- Next Do Options Milege . PDF File Or JPG Ka.
- Iska Matlb Hai Ki PDF Me Chahiye Ya JPG Me Use Select Kar Sakte Hai.
- Is Tarh Ham Apne Mobile Se Hi Document Ki PDF File Bana Sakte Hai.
Dosto Aaj Ki Yah Blog Post Photo se PDF me kaise badle Kaise Lagi Comment Karke Jarur Batana.