Mobile से Google Map में अपना Address कैसे Submit करे

Mobile Se Google Map Par Apna Address Dalne Ke Liy Aapke Phone Me Google Map Ki Aap (एप्लीकेशन) Honi Chahiye Ager Aapke Phone Me Nhi Hai. To Aap Yaha Se Download Kr Sakte Download Google Maps . Google Map Me Aapka Address Submit Hone Me 24 Se 48 Hours Lag Sakte Hai. Google Map 2 Din Ke Ander Aapke Address Ko Review Karega. Ager Aapka Address Shi Hogi Tbhi Publish Karega . मैप को ऑफलाइन केसे काम में लेGoogle map

Google Map Me Address Submit Karna:

  • Sabse pahle aap Google Map open kare .
  • Mobile ki GPS location on kar le .
  • Ab aapko Google Map me apna Gmail ID Enter karna hoga .
  • Search Box ke pas aapko 3 dot ke nishan par click karna h .
  • Vaha par aapko Sign in ka options mil jayga .
  • Es par click karne ke bad aap Add account pr click kare .
  • Ab apne Gmail ID or Password ko dalkr apna account login kar le .
  • Ab apna Address Search box me dale .
  • Ab search box 3 line pr click kare .
  • Jb aapke samne option aayege to unme se Missing Place par click kare .
  • Yha par aap puri ditel de .
  • Ab aap jo Address Google Map par dalna chahte h uske bare me kuch ditel barni hogi
  • jese name eisme aap us jagh ka name dale jisse aap Google me pr dekhana chahre h.
  • aapka address kona se ariya me aata h. apna gav ya city ya state bhi dal sakte h.
  • Uske bad niche Mark Location On Map par click kare.
  • Apna location ko select kare eske liy app us Jagh ko ache se Confirm kar le.
  • Ya fir us jagh par jakr apna Location set sare ab dono par click kare .
  • category select kare jese ki tample ya School ya office ya shop ke liy bhi search kar select kar skate h .
  • Eske alava aap us jagah se rileted Photo, Website, Phone Number bhi add kar skate ho .
  • Ab sabhi ditel barne ke bad sbse upar Arrow ka nishan hoga us par click kare .
  • Easke bad Thank You For Improving Google Maps ka messages dikhi dega or last me Done par cilck kare.

Facebook Se Paise Kaise Kamaye

Dosto Aaj ki Yah Blog Post kaise lagi ? Or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame Comment karke jarur batana.

Leave a Comment