Hello Dosto Aaj ke Es Article me Hum Janege ki Linkedin Par Account ke Banaye.
Linkedin Kya Hai:
Dosto Linkedin Or Social Network Ki Tarah hi Hai . Linkedin Ek Social Site h. Es Social Network Ka Use Employ Ya Employer Ko Khojne Me Kar Sakte h . Linkedin Par Sabse Jyada Professionals Hai. Linkedin Par Blog / Website Ko Promote Kar Traffic Badha Sakte hai.
Yadi Aapka Koi Business Hai, To Aap Yaha Industry Expert Ke Sath-Sath Business Partner Bhi Khoj Sakte h . Job Search Karne Ke Liye Liye Bhi, Aap Linkedin Ka Use Kar Sakte Hai . LinkedIn Ka Use Jyadatar Professional Log Karte Hai . Linkedin Par Do Tarh Ka Account Banta h , Free and Paid.
Linkedin Par Account Sing Up:
Step. 1:
- Sabse Pahle Site Ko Open Kare
- First Name Type Kare.
- SurName Type Kare.
- Email Id Add Kare.
- Password Add Kare.
- Join Now Par Click Kar.
Step 2:
- Country Select Kare.
- Province (State) Ko Select Kare.
- City Ko Select Kare.
- Next Par Click Kare.
Step 3:
- Next Par Click Karne ke Bad Confirm Your Email Buten Par Click Kare.
- Aapke Gmail Account me Ek Confirm mail Aayega Us Code ko Yaha Enter kere.
- Apna email id dale.
- Continue Button Par Click Kare.
- Agar Aap is Option Ka Use Nahi Karna Chahte Hai To Skip Par Click Kare.
- Skip Par Click Karne Ke Baad Ek Popup Window Open Hoga.
- Yaha Aapko Yes Par Click Karne Hai.
Step 5:
- Or Aapko Ya Pat Photo Upload Karni Hai
- Aapke Linkedin Account Ka Profile Picture Hogi .
- Picture Upload Ho Jane Ke Baad Continue Par Click Kare.

Advertisement
Related Post:
- Instagram Kaise Chalate Hai
- एक मोबाइल में दो Whatsapp चलाना
- WhatsApp Se Deleted Message Ko Kaise Dekhe
- Facebook Se Paise Kaise Kamaye
Dosto Aaj ka Yah Article kaise Laga? or aapka koi sujhav ya prshan ho to aap heme Comment Karke Jarur Batana.
अपने बहुत बढ़िया पोस्ट लिखी है इसे पढ़ कर कोई भी Linkedin Account Bana sakta hai. Thank you