Line App को कैसे यूज़ लेते है और किसके लिए अच्छा होता है

Hello Dosto Aaj Ki Is Blog Post Me Hum Janege Ki Line App Ka Use kaise Kare.

India Me Line Popular Android App Ban Chuka Hai. Kuch Hi Time Pahle Line App ke Dwara Refer System Start Kiya Gaya Tha Jis ke Karn Se Line Internet Par Viral Ho Gaya Our Internet Users Ke Bich Me Bahut Popular Hua. Jisme Aap Ko Free Voice Calling, video calling, Group Chat Bhi Milti Hai En Suvidhaa ke Sath Messaging Bhi Hai.

Kuch Log Abhi Bhi Apne Friends Ya Girlfriend Se Baat Karne Ke Liye Line App Ka Hi Use Karte Hain. Is Aap Me Chatting Stickers Bahut Hai Jinko Aap Chatting Me Use Kar Sakte Ho. Es App ki Chatting Safe Hai. aap Es Aap Par Chating Kar Skte Hai.

Features of Line:-

  • Yah App Anye Social Media App Se Alg Kaise Hai.
  • Is App Me Group calls 200 Logo ko Ek Time Me Kar Sakte Hai .
  • Aap Apna Status Share Kar Sakte Hai Apni Timeline me Facebook ki Tarha .
  • Or International Call ko bhi Supports karta hai.

Es App Ko 500 Million Downloads Mile Huve Hai. Or 4.2 Ki Rating Mili Hui Hai Jo ki Achi Rating Point Mana Jata Hai . Es App Ki Size 3.70 MB Hai line

Dosto me ummid karta hu ki aap sikh chuke hoge ki Line App Ko Kiase Use Karte Hai. Kya yah App Aapke Liye Safe Hai yah Nhi yah Sari Jankar Hamne es Article me prapt ki hai. or apko yah blog post kaise lagi. aapka koi sujhav hai to aap hame comment karke jarur batana.

Aapko Kisi App ke bare me jana hai to aap hame comment karke bata skte hai. ham us par jarur Blog Post Upload karege. New Tech News Jana Hai. to aap Mukitalk.com par aakr dekh skte hai.

Advertisement

Leave a Comment