Google Drive Data Secure ha ya nhi

Google drive data Secure:

Google Drive ke Data ko Secure bnana sikhayge jiske bad koi bhi hekar aapke Google Drive ke Data ko chura nhi payga or aapka data surxhat (सुरक्षित ) rahega(How to Secure Google Drive Data) ydi aap ka Q: h how to password protect google drive files bhi h to bhi uska javab aapko es post ko pdhkr milega.

Aaj kl hr koei apna Data Google Drive me rkhna psnd karta h kyonki esme data rakhne se hmara bhut saara Storage Space bach jata h or hm apne srote kiye hue data ko kabhi bhi, khi bhi estemal (इस्तेमाल) kr skte h Google Drive ke or bhi fayde h jo ki es prkar h

Facebook se pese ke Kamaye

Google Drive Fayde:

1.) Google Drive ka estemal kr ke aap bahut bdhi file share kr skte h.
2.) Data ko aap khi se Bhi Access kr sakte h.
3.) Aap google drive Aap (एप्लीकेशन) se bhi Access kr sakte h.
4.) Google Drive me Search Algorithm he jo aapka search aasaan kr deti hd.
5.) Google Drive me aap faile khol bhi sakte h.
6.) Google Drive me aap file create bhi kr sakte h.
7.) Google Drive me aap apne Documents and Media Files Share bhi kr skte h.
8.)  Google Drive ki madad se aap img me se text bhi alg kr sakte h kyoki Google Drive uses image recognition technology .
9.) Google Drive 15GB tak free h.

Google Drive ko kese use le

To dosto yadi aap apne Google Drive ko or jyada Secured Banana chahte h to aapko eske lie pahle apne Gmail Account 2 Step Password Verification ko Enable karna hoga Esse hoga ye ki jb bhi aap apne Gmail ya Google Drive ke Account me login karege to aapko apne Password ke Sath-Sath us OTP ko bhi dhalna hoga jo ki 2 Step Verification Enable hone ke bad aapke mobile number pr Aayga

Aap to apna Password or OTP dhal lege lekin or aap ke Account ko Access karne ki karne ki koshish karta h to vo esa nhi kr payega kyiki bhe hi vo aapka Password Janta ho mgr uske pas aapka mobile number nhi hoga Jis par Login Karate vakt OTP aayga to koe bhi aapke account ke hake nhi kar payga.

Advertisement

Dosto Aaj ka yah article kasa laga? or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame comment karke jarur batan.

Leave a Comment