Kaise Delete kare Gmail Account:
Hello dosto aaj ki es post me hum janege ki gmail account ko kese delete kare h.
Gmail Ke Account Ko Delete Karne Se Pahle Apko Logo Ko Kuch Baato Ka Dhen rakhna hoga. Google Gmail Account Delete karne se is Gmail Account se link google ki sari services jese ki Google drive Data, gmail me upload ki huei Photos, Youtube video and channel, Calendar, Contacts, Blogger, Google+ ke account par jitni bhi data he woh sab delete ho jayega. Is se bachne ke liye niche maine ek ek karke details me baat kiya hi, isko jorur padhle.
Gmail Mobile Number Change karna
Gmail ID ko Deactivate karne ke lie niche diye gaye Steps ko Follow kriye.
Step 1:
Sabse Pahle Aap Apne Gmail Account Me LogIn Kre.
Advertisement
Step 2:
Eis link par kariye Aapke Samne Ek naya Page Open hoga jisme aapko Account Preferences ke niche diya gaya h Delete your account or services link per click karna h.
Step 3:
Aapke Samne ek naya page Open hoga gisme 2 Option Aayega Aapko Delete Google Account pr Click karna h.
Step 4:
Ab aapke Samne Gmail Sign In ka page Open hoga, Aapko apni Gmail ID ka Password Verify karna hoga. uske bad Next Batan pr Click karna hoga.
Step 5:
Next Batan pr Click karne ke bad Google Account Delete ka page Open hoga.
Step 6:
Ager aap apne Gmail ID me Saved Data ko Download karna chahte h to aapko yaha Download Your Data ka Option dikh raha hoga us pr click kr ke aap apne Data ka backup bhi le skte h.
Step 7:
Ab aap es page ke sabse Last me dekhege to aapko 2 Check Box dikhenge. Aap ek Check Box ko select kar le or dusre Check Box ko tab select kare jab aap apna Account Permamently Delete karna chahte h .
Step 8:
Delete Account pr Click kr de Jb ap
- Ek se jyada ID hona
- dusre Host pr Mail ID hona
- Gmail ID ka Use n hona
- Password bhul jana
Dosto Aaj ki Yah Blog Post kaise lagi ? Or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame Comment karke jarur batana.
