Facebook Account Security Tips:
Hello Dosto aaj ki es post me facebook account ko secrity or surksit rkhne ke lie 10 Tips or trick.
1. login alert free sms For Security:
Aapka account kab login hota h or kis location per login hota or konsi browser me login ho raha hain iske baare me facebook ne aapko sms alert ki subidha Di h . isko aap use karke Apne Account Ka login alert apne phone number par receive kar sakte hain .
sms alert setting on karne ke liye
FB Log in >> Setting >> Security >> Login Alert >> Yha Par * Notification on kre * Text Messages On kre
(Facebook Account se Page me badlne ke liye)
2. Timeline And Tagging:
Jab koi apko apne Photo ke sath tag karta hai to hme ish bat ka dhyan rakhna chahiye ki wah post aap ke liye kamki hai ya nhi yadi nhi hai aapko us post me jaakar remove tag ke jariye khud ko us post se alag kar lena chahiye.
Advertisement
Timeline me tag band karne ke lie setting
Setting >> Timeline And Tagging >> Par Jaye
Q: Who can post on your timeline?
Ans. Only Me
3. Keep me Login par tik nahi kare:
Jab bhi Facebook par login karte hai to ID or Password dal kar login krte h to. Aapne dekha hoga Keep me logged in ka option bhi rhata hai. uspar click karne ka matlab hai jab jak aap Logout nahi karege aap login hi rahege. jb aap apne Computer me login krte ho to keep me logged in per click kr skte ho Par agar aap Apne kisi Friends ke computer me ya fir kisi Net Cafe me facebook chalaye to ispar kabhi click nahi kare.
4.Facebook friend request options:
Aapko ese log friend request send karte hai jins aap nahi jante hai toh aap unwanted friends request ko rokh sakte hain.
unwanted friends request ko rokh ke liye Setting:
Setting >> Privacy >> Who Can Sent You Friends Request ko ” Friends Of Friends ” Select kare.
5. Birthday Notification Kaise Band Kare:
Fb account per (DOB) Notification bind krne ka trika. sbse phle Facebook Profile pr jaye.
settings>>Notification settings >>birthdays “untick”
6. Facebook Friends ko Hide karna:
Fb Friend list, Following, Followers hide karne ka tarika.
Sbse phle Settings >>Privacy Settings>> Who can see the People,Pages and lists you follow ? “public” to “Only me” kr de.
7. phone number ya email Hide kre:
Fb account baante time jo phone number ya email use karte hai use kabhi bhi publically show naa kare iske liye aap facebook ke account ke setting me jaakar hide kar de ya only show me wala option hi rakhe.
8. Auto Play Video ko band karn:
Aap ke Facebook ke Home Page pr Automatic Video Play ho jata h jo hmara internet Data jldi khtm ho jata h facebook me Internet Data km karne ke liye Auto Video Play ko bind kiya jata h.
Auto Video Play ko bind krne ki Settings
Settings>>auto play>>Never Autoplay video pr Tick kr de. Facebook Android Apps me
9. Code Generator Chalu kare:
Is Option ko enable karne ke baad jab bhi aapko facebook code ki jarurat padegi to aap Apne Mobile me Facebook App ki setting me ja kar dekh sakte ho.
10. Facebook kise ko Block karna:
Fb par kisi ko block kaise kare, ager Facebook pr kisi ko block krna chahte ho to uske profile pr jay or 3 dot option pr click kre or fir ‘block’ option pr Tick kr de
( Fb Page pr like badhne ke liy)
Dosto aaj Ki Yah Blog Post Kesi Lagi ? Or aapka koi prshan ya sujhav ho to aap hame comment kakre Jarur Batana.