Facebook Page Like Kaise Badhaye

Hello Dosto aaj ki es post me ham janege ki facebook page like kese badhaye jate h.

Fb Page like Badhane ka tarika:-

Facebook word me number one social network website hai. sayd hi koi aisa hoga jiska facebook par account nahi hai. Agar aap apne facebook page ke jariye blog ko promote karna chahte hain ya marketing purpose se facebook page ka use karna chahte hain  toh Facebook page par real like hona bahut jaruri hai.facebook

Facebook Page pr like badhane ke 10 trike:

1:-

Apne niche se related Pages se Connection bana kar rakhe. Regularly Dusre Logo ki Post par Usefull Comments kare,is baat ka dhyan rakhe ki Comment aapko Apne Page se karne hai.

2:-

Jab bhi aap koi Post karte hain to us post ke sath ek relevent img Jaroor Add kare.Post me ek Relevant or Captivating image ka use Aapki Post ki Organic reach ko badhane ka ek acha tarika hai.

3:-

Apne personal Profile ke About Section me Apne Employment Status me apne Facebook page ka link Add Kare.

Advertisement

4:-

Agar aapka Page kisi Product or service se Related hai to apne Facebook fans ko Time to Time Discounts and other Offers provide karte rahe. Esa karne se aapke page ki Popularity Increase hogi.

5:-

Apne Facebook Insight par Regularly Visit karte rahe,Taaki aapko pata chalta rahe ki Konse Contents work kar rahe hai.Jin Posts par Highest Likes, Reach hue hain un posts ko Often share karte hain.

6:-

Apni posts me Other page ko tag kare.Jab aap Other pages ko Apni Post me tag karenge to Un Pages ki wall par aapki post bhi Appear hogi.Ese me aapke  Likes and Visit Jaroor badhenge.

7:-

Apni posts me Other page ko tag kare.Jab aap Other pages ko Apni Post me tag karenge to Un Pages ki wall par aapki post bhi Appear hogi.Ese me aapke  Likes and Visit Jaroor badhenge.

8:-

Apne Exisiting Contacts ko apne page ke liye Suggest and invite kare.Aap unhe personally Message or Email karke apne page se Connect hone ke liye invite kar sakte hain.

9:-

Page ki Reach ko increase karne ke liye Multiple img ya Album Post kare. Ek Research ke According SIngle Image ki Tulna me Multiple Images vali post Jyada Viral hoti hai.

10:-

Ek Research ke according Ek Din me 1-2 baar post karne par Like and Comments ke chances 40% badh jaae hain.So apne page par Posting ki Frequency ko maintain karke rakhe.

Recently Post:

Dosto Aaj ki Yah Blog Post kaise lagi ? Or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame Comment karke jarur batana. Dhanyavad Aapka .

5 thoughts on “Facebook Page Like Kaise Badhaye”

  1. Its like you read my mind! You seem to know so much about this, such as you wrote the ebook in it or something. I feel that you just could do with some to pressure the message house a bit, however instead of that, this is magnificent blog. An excellent read. I’ll certainly be back.

    Reply
  2. Hello friends

    Ham me se har koi apni website par traffic chahtahe or followers badana chahta he jinko Facebook ya Facebook page and Instagram Twitter blogger ke followers badana ho to niche diye huwe form ko filled kare ham usko pramod karege.

    Reply

Leave a Comment