Hello Dosto Aaj ke Es Article me Hum Janege ki Facebook Par Blue Tik kese lagaye .
Agr Aap Twitter Ki Tarh Dikhne Vala Blue Tik Apne Facebook Account Par bhi lgana Chahte ho . To Eske lie Company ki Guideline ko Follow Karna hoga.
Blue Tik Milne ke Bad Aapke Name ki Koi Kitni Bhi Copy Kar le. Aapka Profile Page Sbse Alg Dikhega. Facebook Account Aasani se Verification Nhi Hota h.
Kaise Laga Sekte hai FB Par Blue Tik :-
Facebook Profile Ko Verification Krvane ke Lie About ke Page me Shi Jankari Barna Jruri hai . Facebook Par Blue Tik ke liye Form Bharvaya Jata hai . Or Kuch Jaruri Document ki Copy li Jati hai .
Facebook Page Verification Ke lie Birth Certificate, Driving Licence, Passport Hona Chahiye Or Agr Aap kisi Company ko Chalate hai to Uske Document Aapke Pas Hone Chahiye Gidline Padhne Le .
Advertisement
Ab Aap Facebook Account ko Login Kare Or Account Ki Settings Me Jaye . Ab General Account Settings Me Sbse Upr Name ke Aage Dikh Rhe Edit Par Click Kare . Fir Learn More Ko Select Or Nya Page Khulne ke Bad Let Us Know Ko Select Kare Ab Sabse Upar Najr Aa Rhe Search Bar Me How Do I Verify My Account Type Kare Or Enter Ka Buten Dabaye .
Fir Verify Profiles And Pages Par Click Kare . Ab Nya Page Khulne Pr Verification Par Click Kare Or Blue Tik Ke liy Puchi Jae Jankari Ko Bhare . Agr Aapka Page Sport, Music, Celebrities Jese Category Ka Hai . To Use Verify Hone Me 3 se 6 Din Ka Time Lagta hai . Dusri Or Business Category Me Aane Valo Ko Profile Verify Karvane Me 7-45 Din ka Time Lagta hai .
Facebook Account Par Blue Tik:-
- Aapko Sabse Pahle Page ke Setting par Jayen .
- Fir General par Click Kare aur Fir Page Verification Par Jayen .
- Next Edit par Click Kare .
- Or Ab Verify this Page Par click Karne ke Bad .
- Ab Phone Number Ko Add karke Continue par click kare .
- Verification Message Code Ko Dalkar Continue par click karen .
- Ab Verify this page with documents instead par click kare .
- Ab Apna Business Tax file Ya Business License ki File ko upload kar.
- Send Documents par click kar den.
- Or Email Id ko Verify Karvaye.
Dosto Aaj ki Yah Post Facebook Par Blue Tik kaise Lagi ? or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hme Comment Karke Jarur Batana.
मैंने सेम यही प्रोसेस अपनाया है मेरा वेरिफिकेसन भी हो गया परन्तु ब्लू टिक नहीं दिखाई दे रहा है?आगे के प्रोसीजर क्या है जो प्रोफाइल पर टिक दिखाई देने लगे अपना प्रतिउत्तर जरूर लिखें