Page Kaise Banaye:-
Hello Dosto aaj ki es post me ham janege ki Facebook Page Kaise banate h. Aaj kal aap jaha bhi dekhe waha pacebook page ki bat hoti hai. aap ko aasani se dekhne ko mil jayega ki.
Aap humare page ko like kare. Agar aapke pass page nahi hai to shayad aapko Facebook ki takat ka andaja bhi nahi hai. Fb page ko hum “Fan Page” bhi kehte hai. Fb page kisi bhi bare me ho sakta hai jaise ki: Bollywood Actors, Politicians , bloggers, youtuber ho sakte h. Fb page se Viewer se acha caneksn banaya ja sakta h.
Fb Page ke Fayade:-
- page Google ke search me upar aate hai .
- Airtel, Idea wale to page par customer support tak dete hai .
- Ispar aapko unlimited log follow kar sakte hai .
- jabki profile me aapse sirf 5000 log jud sakte hai .
- Facebook Page Se ham Ads Bhi Run kar skte hai
- Aap Apne Business ki Profile Facebook page par bana skte hai.
Page Banane ka Tarika :-
Sabse pahle Login kre or Login karne ke baad upar right corner me down arrow par click kare, isme se Create Page ke option par click kare.
- Ab aap apne Facebook Page ke anusar topic ko select kr lo like.
Advertisement
- Get Started per click krne ke bad Next screen
- Aap aapne Page ka Name likhe
- Aap ke Fb page ki category ko select kr lo
- Continue per click kre
- Upload A Profile Picture computer se select krlo.
- Next Screen pr Upload a Cover Photo ka opiction pr computer select krke Next screen per click kare.
- Yh Page bnkr tyar ho chuka h.
Dosto aaj ke samye me aap pass facebook page hai. to aap us se paise kma sakte hai . aapko apne page par rojana active rahana hai. Page Par Jayada Se Jayada Post karke Profile Par Followers Bada le.
Dosto Aaj ka yah Article kaisa laga ? or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame commnet karke jarur batana.