Hello Dosto aaj ki es post me hum janege ki Facebook Account ko permanently delete kese karte h.
FB Account ko Delete Karna:
abhi ke time me agar koi net use karta hai to uska facebook par 100% Account hoga. Kuch surveys ke hisab se average ek admi 23 minute Facebook chalata hai ek din me.
Facebook Account Delete kaise Kare:-
Aap Step by step Follows kare aapka Facebook Account delete kaise karen.
Es link se apne account ko delete ke sakte ho:- click करे https://web.facebook.com/help/delete_account?_rdr
Jb aap es link pr click karte ho to aapke samne es mesej aayega Delete my account to aap delete my account vale btn pr click kare.
Advertisement
Badme next page pr aapki facebook ID ka password dalne ko bolega to aap apna password dale fir aapke samne kaipcha ki kuch img aaygi to jo facebook app se question puchhegi ki example ke liye.
Please select all the photos which show a cat. to app kya kre Jitni bhi aapko cat ki img Dikhae de rahi h usko Select Kar le or niche jakr ok batan per click karke continue kare.
Note: sb logo ke lie alg alg img select karne ko aayagi.
Jb aap OK vale batan pr click karte ho to Aapke samne 1 messages Aayga ki Permanently delete account. esme facebook aapse bolta h ki Aapka account delete ho chuka h.
or ager aap 14 din th apni id login nhi kroge to Aapka account permanently delete ho jayega to app fir se OK vale batan pr click krfo. Ab aap ka Account 14 din me Delete ho Jayaga.
Dosto Me Umid Karta Hu Ki Aap ko Samj Aa Gaya Hoga ki Aap apne FB Account ko Kaise Delete Kare . Aaj Ki Yah Blog Post Kesi Lagi Comment Kerke Jarur Batana.
Dosto Aaj ka yah Article Kaisa Laga ? or aapka koi prshan ya sujhav hai to aap hame comment karke jaruru batana .