ADV Screen Recorder Ka Use Kaise Kare

Hello Dosto Aaj Ke Is Article Me Hum Janege Ki ADV Screen Recorder Ka Use Kaise Kare.

Hamne Pahle Vale Article Me Bhi Jana Tha Screen Recorder Ke Bare Me. Or Is Article Me ADV Ke Bare Me Janege Ki Isse Kaise Use Kare Or Install Kare. Sabse Pahle Play Store Open Karna Hai. Uske Bad Search Karna Kare ADV Screen Recorder Use Install Kar Le .

Is App Ko Google Play Store Par 1 Million Downloads Hai. Or 4.4 Ki Rating Mili Hui Hai Jo Ki Bahut Achi Rating Hoti Hai. 5.4 MB Ka Yah App Hai.Agr Aapke Moibile me kam Storage hai to aap aes mobile App ko Install Kar Skate hai.ADV Screen Recorder

ADV App Ka Use Karna:-

Jab Hum Is App Ko Open Karege To Is App Ke Dashboard Me Enter Krge To Hame Jo Last Me Screen Recorder Kiye Huve Video Dhikhai Dege Upr Kone Me सर्किल Jesa Option Hai Us Par Click Karege To Screen Par Ek Icon Aa Jayega Us Par Click Karne Par Char Options Dhikhege.

  • Pahla Recording Start And Stop Ke Liye.
  • Dusra Purane Video DeKhne Ke Liye.
  • Tisre Option Me Video Me Aap Face Dikha Sakte Ho.
  • Chothe Options Me Screen Par Kuch Bhi Likha Sakte Ho.

Is App Ki Achi Bat Yah Hai Ki Use Karne Ke Doran Tach Ko Bhi Recorde Kiya Ja Skta Hai. Iske Sath-Sath Recording Ko Aap Apne Phone Ya SD Card Me Save Kar Sakte Hai. ADV Screen recorder  Me Ko Root Nhi Karna Padta Hai.

Advertisement

Dosto Agr aapko kisi or Screen Recorder ke Bare me jana hai. ya aapko es article ke bare me koi sujhav dena hai to aap hame comment karke bata sakte hai. Hum aapke comment ka jarur responce karege.

Leave a Comment